Nahiiiii hai, ek baar mei samajh nahi aata aapko pagal babu 😡
Nahiiiii hai, ek baar mei samajh nahi aata aapko pagal babu 😡
Originally posted by: Indira12
Justice? 😲
Aap krantikari hai, kranitikari rahiye. Barristery apko aur aapke pati ko nahi jachta 🤢
Indu maafi maang Sabah se😡
😕
Goodnight Sab 🤗
Laaav you too ❤️
Originally posted by: Rudhita18
Kahe tujhe bhi shaadi ke baad Zimmedaariya uthani hai how cute😳.Ise kehte hai desh ka bhavishya 👍🏼
Haan, uss life ki alag hee majee hai
You know married life ke majee aur bachelor life ke bhi, dono hatheliya full rakhni hai 😎
Ohkay I had lot of fun....
Good night guys..
Indu you are excellent...
We played game hemu🤪🤣🤣
Aap ko BOMB se uda bhi sakti hai 👍🏼
Pagal babu🤪🤣🤣🤣🤣🤣🤣