Anand- Ek baat batao , tumhara kuchh hila hua hai kya ? Agar tumhara koi screw gir gaya ho toh main use dhundne main madad kar sakta hun . Thori der pahle tum aise nach rahi thi k naagin dance karne wale baraati bhi complex main aa jaye . Ab aise muh lamba karke baithi ho k lauki bhi sharma jaye . Tum itne saarey mood swings laati kaha se ho .
Looks like you are new here. Register for free, learn and
contribute.
Anandi - main rou hasu gau ya muh todhu tumhe kya , jabtak main inkaamo k liye tumhareu chehre ka istemaal na kar toh tumhe kya pareshani ho rahi hai .
Anand~ Bahar to aise dance kar rahi thi jaise barat mai nagin dance karte hai😂 aur yahan Aliya Bhatt ki age mai Meena Kumari ban rahi ho😂 #AnaAn #balikavadhu2 #RandeepRai