Posted:
Ek aadmi ko poocha jaata hai ke usko kahaa jaana hai jannat mein ya dozig mein?
Woh kehta hai : ''Kya main pehle dono jagaah dekh sakta hoon''?
Usko phir dono jagaah dikhaaayi jaati hai,
Pehle woh jannat mein jaata hai aur dekhta hai sab namaaz par rahe hai ya koi tasbi kar raha hai yaa to koi quran shareef par raha hai, ya pooja kar raha hai.
Phir woh jaata hai dozig mein wahaa sab eat kar rahe hai aur drinking they are enjoying,
woh aadmi kehta hai mujhe to dozig mein jaana hai
Woh jab wahaa beth jaata hai toh awaaz aati hai: Khana peene ka time stop hogaya aap sab waapis aag mein jaa sakte hai.😆