kon si BD wish kar rahe ho ap?,
na karo wish yaar, koi bhe mujhe aj ke baad wish na kare plz, meri BD ko main accept nahi karta,, meri zindagi ka sab se bura din tha wo jab main duniya main aya,!
kash koi or jata ,
koi bhe mujhe wish na kare aj ke baad,!! warna jawab acha nahi milega,
ye thread bhe edit nahi hota, koi edit karwao is thread ko, meri ankhon ke samne na aye meri koi wish ab se,