its Amazing,👏👏
you describe Kashi bai inner feelings, inner pain,
its writer beauty, reading this feel comes, Kashi feeling pain now, clap for you,👏
i recalled this song, which also express Kashi pain,
Neela aasmaan so gaya
Neela aasmaan so gaya ho
Neela aasmaan so gaya
Aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi
Zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi
Jo guzre ham pe woh kam hai
Tumhaare gham ka mausam hai
Neela aasmaan so gaya -2
Ho, yaad ki waadi mein goonje beete afsaane
Yaad ki waadi mein goonje beete afsaane
Hamsafar jo kal the ab thehre woh begaane
Mohabbat aaj pyaasi hai
Badi gehri udaasi hai
Neela aasmaan so gaya ho
Neela aasmaan so gaya
Neela aasmaan so gaya -3
Edited by ayushimehra - 8 years ago