Posted:
Kah do ek baar Phir se chand taare pass le aaun
Kah do ek baar Phir se chand taare pass le aaun
ugte suraj ki halki se aag le aayu bas tu muskura de,
aanko se wahi pyaar jhalka,de
Bahot dil dukhaya hai ye maan main,Bahot dil dukhaya hai ye maan main
par dard par malam lagane ka ek mouka to de.
Aab tak itna kuch padaya hai bas ek baar phirse iss rishte ka hisab kar do na bas ek baar phirse iss rishte ka hisab kar do na ,
Naina Mujhe maaf kar do na.