i asked the same question before and 'laabh' replied that the song is from movie 'bahoren ke sapne' with asha parekh and rajesh khanna. based on that i did a search.
lyrics of kya janoo sajan
Hindi Lyrics: (Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) -2
Kya jaanoon sajan
(Jabse mili nazar, maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere dekho sajna) -2
Dhar li jo pyaar se, meri kalaayiyaan
Piya teri ungliyan ho gayi kangana
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan
(Kaanton mein main khadi, nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne) -2
Chehre ki dhool kya, chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apne
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) -2
Kya jaanoon sajan you can download the song from here
Edited by Anjali.Nair - 20 years ago