Kaa be..bachchi ki jaan loge ka?Krishna Pratigya par ishque jhaar raha hai.. tabhi Arushi ka ro ro k bura haal hai..ab Arushi ko kabhi Tunna kabhi Chandu ki wife bana rahe ho..bechari ko chhod do..ek poti par unke group ka sardar Kisanva line maar raha hai toh Dadi itni jali kati baat kar rahi hain..ab k agar Arushi k peechhe Tunna aur Chandu ko lagaoge..toh Dadi pura maholla hi sar pe utha legi..Dadi ne gabbar ka acting kia Nitin k ghar pe..ab sach ka gabbar na ban jaaye..😆