tussi great ho
@nup@m@ behad shukriya
roz savera hota hai aur muje new promo ka intezar rehta hai
ek baar phir behad shukriya @nup@m@ 👏👏👏⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️
abe yaar is pappu ka to hamare haatho se khoon hojaya
vobhi ek baar nahi 7 baar har roz apna kamina pan dikhata hai
kamina behuda katra naresh kanhinka naspita
Arpi avi ke pass ja kar aesa kaho
e katta barud ke saath khelte raho
ham kehde rahe hai ham saadi
karenge to siraf aur siraf
aap se varna mar jayenge aur aap achi
tarah samjlo hamri baat ham aap ko
paane ke liye kuch bhi karsakte hai
samje ka aap abhi ham chalte hai😭😭😭
Edited by aesa - 15 years ago