Posted:
Ye ek Makan tha hum sab ne is ko mil Kar ghar bana ya hai hum sab me se koi Bhai bana koi bhain koi ma sab ne ek dusere ko dekha nahi par jab bhi ro ye sath ro ye jab bhi husaye sath husaye or Aja humari navya ne kaha ghar mata chord na mujh se koi galti hui to Maafa Kar na par ghar chord Kar mata Jana agar hum sab mila Kar is ghar mein rahain gaye tu is ghar ka dawaz hummesha kho la rahain ga ab ye humare haath mein hai