Posted:
mera dil kar raha hai main kisi dewar se jake apna sar phar lo
kitni ids banao phle hotmail par jakar email banana par ta hai pher india forums pe main kya karo
aap sub koh toh pata hai na mujhe anya shamya discus karna kitna acha lagta hai mera shok hai post karna ab main kya karo main anya shamya ki koi photo bhi post nahi karsakti 😭
mujhe har post khe sath navyaanant shaheer soumi koh post kane ki adat hai 😭
ab aap sub kho pher se batao main rabia hoon😭