Page
of
1Originally posted by: littlesmile
That was so funnyπKushal toh aisa katha hai pehle bhi kiya aise badmashi but armaan surprised me lolπKitne shaitan bangaye hell me aake sab logπ
khaali dimaag shaitan ka ghar - un logon ko din bhar koi kaam nahi karna padta isliye ye sab galat kaam soojhte hain.
Agar khaana banana padta, safai karni hoti, lawn aur pool saaf karna hota toh chup chaap time se so jaate