Originally posted by: ..Anwesha..
Another thig she said,Mere aur Zain ke beech na kuch hain,aur na kabhi kuch ho sakta hain... And I was like,Hawww!!Agar kuch nehi ho sakta,toh hum audience ko kya milega? - BABAJI KA THULLU??😆
Originally posted by: Barbievishi20
Haha 🤣
I agree 👍🏼
Iss gustakh ladki ko Taa umr Zain k sath rehne k sazaa di jati hai 😆
Awesome Post 🥳